Movie
NISHANA
Singers
GEETA ROY

(kaisi murali bajaayi shaam ne
mori sudh bisaraayi shaam ne) - 2

sun-sun murali jiya laharaaye
dole umang dil mein, raha nahin jaaye
sun-sun murali
sun-sun murali jiya laharaaye
dole umang dil mein, raha nahin jaaye
dhun aisi sunaayi shaam ne
mori sudh bisaraayi shaam ne
dhun aisi sunaayi
shaam ne
mori sudh bisaraayi shaam ne
kaisi murali bajaayi shaam ne
mori sudh bisaraayi shaam ne

padi bhanak muraliya ki kaanan mein
ab nind nahin more nainan mein
padi dhanak muraliya ki kaanan mein
aur unak ?? nahin ab nainan mein
mori nindiya churaayi shaam ne
mori sudh bisaraayi shaam ne
mori nindiya churaayi
shaam ne
mori sudh bisaraayi shaam ne
kaisi murali bajaayi shaam ne
mori sudh bisaraayi shaam ne

Theme by Danetsoft and Danang Probo Sayekti inspired by Maksimer