Movie
KAARWAAN-E-HAYAAT
Singers
SAIGAL

dil se teri nigaah jigar tak utar gayi - 2
donon ko ik ada mein razaamand kar gayi - 2

wo baadaa-e-shabaana ki saramastiyaan kahaan
uthiye bas ab ke lazzat-e-kaab-e-sahar gayi - 2

dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-pa - 2
mauj-e-kiraam-e-yaar bhi kya gul katar gayi - 2

nazzaare ne bhi kaam kiya vaan naqaab ka - 2
masti se har nigah tere ruk par bikhar gayi - 2

maara zamaane ne
maara zamaane ne asadullaah kaan tumhein - 2
wo walawale wo
wo walawale kahaan wo jawaani kidhar gayi - 2

Theme by Danetsoft and Danang Probo Sayekti inspired by Maksimer